Diwali ek khusiyon ka tayohaar hain,
Andhero se ujaalo ki aur barkaraar hain,
Har koi andhere ko ujaala karne k liye taiyaar h
Par jo saavdhani rakhe wahi samajdaar h
Koi waqt ka to koi khushiyo ka talabgaar h
Najre bhicha kar betha hai har koyi,
Sabhi ko diwali k en palo ka intezaar h
Jee lo inhe fir na kahna agle saal ka intezaar h
Post a Comment